Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeSone Ki Chidiya (1958)
HomeSone Ki Chidiya (1958)
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


maut kabhi bhi mil sakti hai lekin jeevan kal na milega marne waale soch samajh le phir tujh ko ye pal na milega raat bhar ka hai mehma andhera kiske roke ruka hai savera raat bhar ka hai mehma andhera kiske roke ruka hai savera raat bhar ka hai mehma andhera raat jitni bhi sangeen hogi subah utni hi rangeen hogi raat jitni bhi sangeen hogi subah utni hi rangeen hogi ghum na kar gar hai baadal ghanera kiske roke ruka hai savera raat bhar ka hai mehma andhera lab pe shikwa na la ashq pee le jis tarah bhi ho kuchh der jee le lab pe shikwa na la ashq pee le jis tarah bhi ho kuchh der jee le ab ukhadne ko hai ghum ka dera kiske roke ruka hai savera raat bhar ka hai mehma andhera aa koi mil ke tadbeer sochen sukh se sapnon ki taabeer sochen aa koi mil ke tadbeer sochen sukh se sapnon ki taabeer sochen jo tera hai wohi ghum hai mera kiske roke ruka hai savera raat bhar ka hai mehma andhera kiske roke ruka hai savera hmmm hmm hmmm hmmm hmmm hmm hmmm hmmmm
pyaar par bas to nahin hai mera lekin phir bhi tu bata de ke tujhe pyaar karoon ya na karoon hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm pyaar par bas to nahin hai mera lekin phir bhi tu bata de ke tujhe pyaar karoon ya na karoon pyaar par bas to nahin hai mere khaabon ke jharokhon ko sajaane waali aa haa haa haa aa haa haa haa haa mere khaabon ke jharokhon ko sajaane waali tere khaabon mein kahin mera guzar hai ke nahin poochh kar apni nigaahon se bata de mujhko poochh kar apni nigaahon se bata de mujhko meri raaton ke muqaddar mein sehar hai ke nahin pyaar par bas to nahin hai kahin aisa na ho paaon mere tharra jaayein aa haa haa haa aa haa haa haa haa kahin aisa na ho paaon mere tharra jaayein aur teri marmari baahon ka sahaara na mile ashk behate rahe khamosh siyaah raaton mein ashk behate rahe khamosh siyaah raaton mein aur tere reshmi aanchal ka kinaara na mile pyaar par bas to nahin hai mera lekin phir bhi tu bata de ke tujhe pyaar karoon ya na karoon pyaar par
hmm hm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm pyaar par bas to nahin hai mera lekin phir bhi tu bata de ke tujhe pyaar karoon ya na karoon pyaar par bas to nahin hai tune khud apni nigaahon se jagaya tha jinhe tune khud apni nigaahon se jagaya tha jinhe unn tamannaon ka izhaar karun yaa naa karoon tumne jis dil ko bade pyaar se apnaaya tha tumne jis dil ko bade pyaar se apnaaya tha usko shikwon ka gunahgaar karun ya naa karoon usko shikwon ka gunahgaar karun ya naa karoon pyaar par bas to nahin hai mera lekin phir bhi tu bata de ke tujhe pyaar karoon ya na karoon pyaar par bas to nahin hai jis tamanna ke sahaare pe thi jeene ki ummeed jis tamanna ke sahaare pe thi jeene ki ummeed wo tamanna bhi pashemaan huyi jaati hai zindagi yun to humesha se pareshaan si thi zindagi yun to humesha se pareshaan si thi ab to kuchh aur bhi veeraan huyi jaati hai ab to kuchh aur bhi veeraan huyi jaati hai pyaar par bas to nahin hai mera lekin phir bhi tu bata de ke tujhe pyaar karoon ya na
raat bhar ka hai mehmaan andhera kiske roke ruka hai savera raat bhar ka hai mehmaan andhera kiske roke ruka hai savera raat bhar ka hai mehmaan andhera aa koi milke tadbeer sochein sukh ke sapnon ki taabeer sochein aa koi milke tadbeer sochein sukh ke sapnon ki taabeer sochein jo tera hai wohi ghum hai mera kiske roke ruka hai savera raat bhar ka hai mehmaan andhera kiske roke ruka hai savera raat jitni bhi sangeen hogi subhah utni hi rangeen hogi raat jitni bhi sangeen hogi subhah utni hi rangeen hogi ghum na kar garr hai baadal ghanera kiske roke ruka hai savera raat bhar ka hai mehmaan andhera kiske roke ruka hai savera raat bhar ka hai mehmaan andhera
sach bata tu mujh pe fida kyun hua aur kaise hua maar gayi teri baanki adaa yun hua aur aise hua sach bata tu mujh pe fida kyun hua aur kaise hua maar gayi teri baanki adaa yun hua aur aise hua sach bata tu mujh pe fida naazni main hi nahi hain yahan laakhon hanseen naazni main hi nahi hain yahan laakhon hanseen mujhse hi tujhe pyaar kyun hua dil pe nazron ka waar kyun hua mujhse hi tujhe pyaar kyun hua dil pe nazron ka waar kyun hua maar gayi teri baanki adaa yun hua aur aise hua sach bata tu mujh pe fida chaand si surat teri mohani moorat teri chaand si surat teri mohani moorat teri teri dhun mujhe besabab nahin aur jalwon mein ye gazab nahin teri dhun mujhe besabab nahin aur jalwon mein ye gazab nahin sach bata tu mujh pe fida areee kyun hua aur kaise hua maar gayi teri baanki adaa yun hua aur aise hua sach bata tu mujh pe fida shukriya aye meherbaan mil gaye mujhe do jahan shukriya aye meherbaan mil gaye mujhe do jahan ye sahara bhi kam nahin mujhe aaj duniya
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Maut Kabhi Bhi Sone Ki Chidiya (1958) 05:05 40798
 
Poster of Sone Ki Chidiya (1958)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1958
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
O P Nayyar
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Nutan
Duration : 05:05   Song Number : 40798   

Pyaar Par Bas To Nahin Sone Ki Chidiya (1958) 04:26 12537
 
Poster of Sone Ki Chidiya (1958)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1958
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
O P Nayyar
On Screen Actors- 
Nutan, Talat Mahmood
Duration : 04:26   Song Number : 12537   

Pyaar Par Bas To Nahin (Female) Sone Ki Chidiya (1958) 03:23 37582
 
Poster of Sone Ki Chidiya (1958)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1958
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
O P Nayyar
Singer- 
Asha Bhosle
Duration : 03:23   Song Number : 37582   

Raat Bhar Ka Hai Mehmaan Andhera Sone Ki Chidiya (1958) 03:04 12505
 
Poster of Sone Ki Chidiya (1958)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1958
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
O P Nayyar
On Screen Actors- 
Nutan, Balraj Sahni, Talat Mahmood
Raag- 
Jogiya
Duration : 03:04   Song Number : 12505   

Sach Bata Tu Mujh Pe Sone Ki Chidiya (1958) 04:20 12504
 
Poster of Sone Ki Chidiya (1958)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1958
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
O P Nayyar
On Screen Actors- 
Nutan, Talat Mahmood
Duration : 04:20   Song Number : 12504